Saturday, February 5, 2011

Kya pata jindegi dubara who lamaha jine ka waqt de ya na de

Jindegi bhi ek itfaka hai
har mod par ek naya imtehan hai
Jitna bhi samjhne ki kosis karo utna hi isme uljhate jate hai
ham is galatsami me rahte hai ki hamne jindegi ko samjha hai
par sach to ye hai ki jindegi har kadam apna rukh aise badalti hai
jise ki hame hamesha jindegi ka ek naya roop dekhne ko milta hai
isliye jindegi ka har lamah ek ehsas ki tarah jiyo
Kya pata jindegi dubara who lamaha jine ka waqt de ya na de

No comments :

Post a Comment