Friday, February 25, 2011

Palke


Hamne bhi ek khab sajaye the palko me hamari
 palko ne to jaise jhapkna hi band kar diya ho
hamare is khab ko pura karne ke liye
hamne bhi kabhi koshis hi nahi ki sone ki
khab jab hakikat ban gaye palko ne jo bahna suru kiya
phir ham bhi use rok nahi paye,hamare khab pure hone ke baad
sayad ye palko ki wo khushi thi jo who hamnse baya karna chahta ho
ham to apni khushi has kar baya karte hai par bechari palke
unke pass to ek hi juba hoti hai or wo hai aashu,wo to dono hi samay me
ek hi juba me baat karte hai aashu







Sunday, February 20, 2011

har lamha hai pas hamare jine ke liye
khubsurut ehasas hai yad rakhane ke liye
kal agar hame jindegi me who lamha mile na mile jine ke liye
par khubsurat ehasas ka ek lamha to hoga hi na jine ke liye

Wednesday, February 16, 2011

Eyes is very beautiful things to understand the feelings of the persons



when in life people unable to say something
it doesn't means they are in trouble or they don't have anything to say

It means they have lots of questions
but at the moment they don't have word to explain the things

So that time we can only read from the eyes of that person
because in that moment eyes says everything

So eyes is very beautiful things to understand the feelings of the persons

Saturday, February 5, 2011

Kya pata jindegi dubara who lamaha jine ka waqt de ya na de

Jindegi bhi ek itfaka hai
har mod par ek naya imtehan hai
Jitna bhi samjhne ki kosis karo utna hi isme uljhate jate hai
ham is galatsami me rahte hai ki hamne jindegi ko samjha hai
par sach to ye hai ki jindegi har kadam apna rukh aise badalti hai
jise ki hame hamesha jindegi ka ek naya roop dekhne ko milta hai
isliye jindegi ka har lamah ek ehsas ki tarah jiyo
Kya pata jindegi dubara who lamaha jine ka waqt de ya na de

Thursday, February 3, 2011

Today's India & the thinking of the Indian people

Today's India & the thinking of the Indian people

In India every one be proud we are Indian.,that we need to be proud of our country,
It's true India is depend on faith & truth ,but if we see current scenario of our country
so very difficult to see faith & truth in human being today every Indian wants to fulfill
their dreams but they didn't think about the other we have right to fulfill our dream but we don't have right but this is not right path where now we are going,today for fulfill are dreams we are just destroy the others dreams.

Those people are doing these kind of thing the are well educated person means we can't blame to the education but we downgraded to the Education,Nation,Culture& Mothers also.

Now because of us these kind of mentality our Nation has to suffer for that
But my question is why Nation has to suffer ..????
Because Nation totally depend on us if we done something wrong
so Nation has to bear that,Nation can't move without us,but Nation wants
are positive support.

Decade ago Indian's were illiterate so that time they didn't have any dreams for their self
But they had dream how we came to know in this world like good economy & natiom
Today we are literate,but we never think about that,today everyone want's how would they grow..?
how the world will know to them ,but they forget always Nation is first,World will come to know only when Nation will grow.



Khab..Kyu kabhi hakikat nahi ban pate..!!!!


Kyu kisi ko ye ehasas dilna itna mushkil hota hai ki ham chah kar bhi use pa nahi sakate
who sayad samajh bhi jaaye par kaya kare behara dil ko samjhana use mushkil hota hai
rab ne kyu ye dil banaya jo hakikat ko kabhi samajh hi nahi pata
agar samjah pata to shayad is dunia mekoi barbad na hota

Khab dekhna gunah nahi hai
par us khawab ka hakikat hona ye gunah hai
khaw to khaw hote hai jo hame apni hi dunia me le jaate hai
jaha sab us khawab ki tarah hi payare hote hai
par khaw jab hamari is duniya me aate hai to who tot jaate hai
Kyuki hakikat me hamari is dunia me sab apni jindegi apni tarah se jite
aur hamari is duniya me khawb jasi payri tammna ke liye koi sundar jagah hi nahi banayi hai rab
ne isliye to khaw kabhi hakikat nahi ban paate..!!!!