Monday, January 31, 2011

Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me


Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me
Unhe kya pata nazare bichaye baithe the ham unki yaad me
hame kya pata tha kismat hi kuch is tarah se ruth jaygi hamse
Ab kaise samjhai unhe ki palko me  hamari aaj bhi unhi ke khawb hai
par isme koi khata nahi hamari,hamari to takdeer hi bewafa hai

Aie khuda ya to tu hame hi bannata ya ye bigdi hui takdir hi banata
bigadi huai takdir ke saath ham kya bewafai karenge
Is bewafa ki wazah se ham khud ek bewafa ban gaye hai



Sunday, January 30, 2011

Khushi or Gam

Khushi life jine ke mayne hi badal deti hai
par gam jindegi ko jine ke sahi mayne sikhata hai
jindgi who lamha hai jo dono ko hamesh saath leker 
chalthi hai
Ham log srif khushiyo ko leker hi aage chalna chate hai
lekin jindegi hame sikhati hai ki jindegi me jiya hua har lamha anmol hata hai
aur hame dono ko sath leker chalna chaiye

Aashu..is also the important part of our life

Dosto kabhi is galatsami me mat  rahana ki aashu to

kabhi bhi aa jate hai logi ki aankho me

Aankho me aashu to sbhi ke hota hai

par woh sabhi ke samne bahate nahi hai

Ye bhi God ka ek anmol gift hai

Aashu tabhi bahate hai jab aap bahut khush hote ho

ya phir aap bahuat jayda taklif me hote ho aur us samay kisi ko yad kar rahe hote ho

or dono hi situation life me hamesha ke liye nahi rahti hai

To aashu bhi hamare liye utna hi important hai..don't forget

Importance of flower in our life

Flowers

Flowers lives very little life in this world
But they live with joy & happiness
They always live for others..
They are play important role in our life
they always with us whenever we need for them
Means in happiness & sorrowfulness also

JINDEGI

Abhi to jina sikha tha hamne
kisi ki khushi ke liye
hame kya pata tha jindegi  ko who kushi raas na aayegi
Jiske liye hamne jindegi jine ke mayne badle..who hamnse khud itni door chala jayega
Bus ek khwaish hai khuda se jindegi mai dubara unse mulakat na ho
warna ham kahi phir se jindgi jine ke mayne na bhul jayee




Jindegi ka har lamha ek khubsurat ehasas hai
Sab milkar es ehasa ko ji lee
kya pata kal jindegi ka kya faisla ho
Phir afsos na karna jindegi ne kuch bhi nahi diya
Jindegi ko jina hi jidegi ka sabse baada toffa hai

Jindagi ki rah me hajaro hamsafar milte hai
Hame to bas sath chalna hota hai
Kyuaki manjil aate hi hame ek dusre se bichadna hota hai
Aur jo sath rah jaata hai who srif khubsrut lamha hi hota hai
jo hamne kabhi jindegi ki rah me sath chalte hue bitathe







Saturday, January 29, 2011

LIFE


LIFE 
 Everyone wants to live life with their own way
but sometimes in life we need to live in some others way also
Not because of they force to us to live life in their way,but
we want to live are life in their ways because we love the person
So much & want to the person will always be happy....




Hope..one dayit's become true


Hope is like think what the human is assuming for future
we can say hope is everything for us& this is the first ladder for our successes
That's the reason in this world everyone believe in this word hope & one day it's become true