Monday, January 31, 2011

Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me


Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me
Unhe kya pata nazare bichaye baithe the ham unki yaad me
hame kya pata tha kismat hi kuch is tarah se ruth jaygi hamse
Ab kaise samjhai unhe ki palko me  hamari aaj bhi unhi ke khawb hai
par isme koi khata nahi hamari,hamari to takdeer hi bewafa hai

Aie khuda ya to tu hame hi bannata ya ye bigdi hui takdir hi banata
bigadi huai takdir ke saath ham kya bewafai karenge
Is bewafa ki wazah se ham khud ek bewafa ban gaye hai



No comments :

Post a Comment